Ay imam-e-akhri (ATF) audio file
Ay imam-e-akhri (ATF)
(Ya imam, ya Imam) x3
(Ay imam-e-akhri, ay waris-e-karbobala) x3
abb too Kaba bhi sada
(Ay imam-e-akhri, ay waris-e-karbobala) x2
Har baras hum bhejtey hain ik ariza app koo
(Kab talak hail rehey ga, uff ye parda ghaib ka) x2
uff ye parda ghaib ka
(Ay imam-e-akhri, ay waris-e-karbobala) x2
Beh raha hai khoon aza khanoon may misley abshar
(Hoo gai hai ahl-e-matam per sitam ki intha) x2
per sitam ki intha
(Ay imam-e-akhri, ay waris-e-karbobala) x2
Zad pay ahl-e-kufar kii quran hai aa jayee
(Hum ko bewaris samajhti hai ye qaum-e-ashqiyaa) x2
hai ye qaum-e-ashqiyaa
(Ay imam-e-akhri, ay waris-e-karbobala) x2
Zindagi ahl-e-aza ki kis qadar dushwaar hai
(App too waqif hain mola app ko sab hai patta) x2
app ko sab hai patta
(Ay imam-e-akhri, ay waris-e-karbobala) x2
Kardiya mismaar ab to zulm ki had hogayi
(Hai yazeedi fikr ki zad par Najaf aur Samarra) x2
zad par Najaf aur Samarra
(Ay imam-e-akhri, ay waris-e-karbobala) x2
Hai rawa her mulk main har shehr main abb dam ba dam
(Hum kisey awaz dain hai app hii ka asraa) x2
hai app hii ka asraa
(Ay imam-e-akhri, ay waris-e-karbobala) x2
Dushmnan-e-Mustaffa ki deen per yalghaar hai
(Ayiye ay hujjat-e-haq lay kay tegh-e-Murtaza) x2
lay kay tegh-e-Murtaza
(Ay imam-e-akhri, ay waris-e-karbobala) x2
Barhwana haddi hammara aye ban key roshni
(Main paroon "rehan" unn kay roobarooh noha tera) x2
roobarooh noha tera
(Ay imam-e-akhri, ay waris-e-karbobala) x3
abb too Kaba bhi sada
(Ay imam-e-akhri, ay waris-e-karbobala) x2