- Farshe majlis ka bichaane waali, aayi zindaano me zainab
(Saath bhayi ka nibhaane waali, aayi zindaano me zainab) x2
- (Jisne sar kat te huwe bhai kaa dekha ran me) x2 Sabr shabbir dikhaane wali, aayi zindaano me zainab
(Saath bhayi ka nibhaane waali, aayi zindaano me zainab) x2
- (Bangaayi shaame ghariba me jo Abbas-e-jari) x2 Pyaas ashko se bujaane wali, aayi zindaano me zainab
(Saath bhayi ka nibhaane waali, aayi zindaano me zainab) x2
- (Dhoondh ti he Aliasger ko har ek godi mein) x2 Julaa haath-o-se julaa ne waali, aayi zindaano me zainab
(Saath bhayi ka nibhaane waali, aayi zindaano me zainab) x2
- (Be rida phirti huwi aayi bazaaron mein) x2 wo muhammed ke ghaaaa ne wali, aayi zindaano me zainab
(Saath bhayi ka nibhaane waali, aayi zindaano me zainab) x2
- (Askiya kehte wo dekho wohi Zainab he) x2 chera baalose chupaa ne waali, aayi zindaano me zainab
(Saath bhayi ka nibhaane waali, aayi zindaano me zainab) x2
- (Unto se ghirte huwe bachoko roke kaise) x2 zakhm pe zakhm wo khaane wali, aayi zindaano me zainab
(Saath bhayi ka nibhaane waali, aayi zindaano me zainab) x2
- (Apni aawaaz ka purda bhi rakhaa bibi ne) x2 khutbaa haider ka sunaa ne wali, aayi zindaano me zainab
(Saath bhayi ka nibhaane waali, aayi zindaano me zainab) x2
- (Kistarhaa awn or muhammad ka karegi maata) x2 sog akber kaa ma naane wali, aayi zindaano me zainab