Madad kijiye ya Imama Zamaana audio file
Madad kijiye ya Imama Zamaana
Madad kijiye ya imame zamana
Hatadije ghaibat kaa pardaa khudaraa
Parda khudara
Madad kijiye ya imame zamana
Pareshaan shia kahaan jaayen maula
Pukaraa tumhe jab huwaa dil jo muztar (x2)
Madad kijiye yaa imame zamana
Andheraa hay har su udhaasi hay chaayi
Tumhaare qadam se ho dunyaa munawar (x2)
Madad kijiye yaa imame zamana
Ghame zindagi se churaane ko aawo
Mohammed ki jaan ho saafine ke langar (x2)
Madad kijiye yaa imame zamana
Magar aap per hi hay humko barosaa
Karo rehbari ab baraaye muhammed (x2)
Madad kijiye yaa imame zamana
Hai ummid hogi bohot jald puri
Mere haq me kardije jo kuch ho behtar (x2)
Madad kijiye yaa imame zamana
Sadaaqat basirat hidaayat ataa ho
Bachaalena sarwar hame roze mehshar (x2)
Madad kijiye yaa imame zamana
Madad kijo maulaa ye hai dil me ye hasrat
Zarihe muqaddas se hay aankhen lagaanaa (x2)
Madad kijiye yaa imame zamana