Kho gaye kaha asger audio file
Kho gaye kaha asger
(Kho gaye kaha(n) asger Shamm ke bade sayee) x3
- Maa akeli maktel mai dhund ne kaha(n) jaye
(Kho gaye kaha(n) asger Shamm ke bade sayee) x2
- (God ujar gayi meri jal gaya tera jula) x2 ab kise julaye maa haye kisko behlaye
(Kho gaye kaha(n) asger Shamm ke bade sayee) x2
- (Jab se tum gaye betaa saye me na me bathi) x2 maut agayee mojko laut ker na tum aye
(Kho gaye kaha(n) asger Shamm ke bade sayee) x2
- (Jis jaga jalaa jula khaakh jis jagaa bikhri) x2 maa wahi(n) pe baithi hai apni gaud phelayaye
(Kho gaye kaha(n) asger Shamm ke bade sayee) x2
- (Need hongi ankho me awo lauriya dedu) x2 tum naa jab talak sowo maa ko kaise need aye
(Kho gaye kaha(n) asger Shamm ke bade sayee) x2
- (Puchengi tuje Sughra haye kya kahungi mei) x2 chor kar tuj ko jangal mei ghar mei kaise maa aye
(Kho gaye kaha(n) asger Shamm ke bade sayee) x2
- (Maa isi tarha se hai intezar me tere) x2 sabse chahe chin jaye sar pe chahe raat aye
(Kho gaye kaha(n) asger Shamm ke bade sayee) x2