Sallam nana ke roze audio file
Sallam nana ke roze
(Chalaa me wada nibhaane)x2
Salaam ma ke mazaar
(Sallam nana ke roze, Salam ma ke mazaar) x2
Sallam ma ke mazaa
Sallam nana .
Ay mere nana,
Me apna khoon bahaa woonga,
Ay mere nana,
(Husain ja ta hai marne) x2
Salaam ma ke mazaar
sallam nana
Sath chal ama,
Safar pe jaata hu kapre,
Mere badal ama
(Libaas khuld sajaa de) x2
Badan pe phir ek baar
Sallam nana .
Rida na ho ama,
Namaaz Zohke shahadat,
Kazaa na ho ama,
(Na aye mere chaman pe) x2
sitam ki gardo guba
Sallam nana .
Tumhare roze par,
Zuroor ayegi sugra,
Har ek sham-o-sahar,
(khuda kare rahe roshan) x2
Sada tumhara mazaar
Sallam nana
ye mera laal akber,
Dua karo na lage isko,
Asmaan ki nazar,
(lute na door watan se)
Hamare dil ka karar
Sallam nana ..
Aur garm hawaa,
Hamare khoon ki pyaasi hai,
Foje Zulmo jafaa
(safar me koi shajar bhi) x2
nahi hai saaya adaa
sallam nana ..
Jo khila bhi nahi,
Na paye pani ko kar sakta,
Wo gila bhi nahi,
(Wo jiske dehne se aati) x2
Hai dood ki mehkar
Sallam nana .
Rasan ke bandh kaha,
Zamin garm pe chalna,
Use pasand kaha,
(Kadam wo phool se nazook) x2
wo raste purkhar
Sallam nana ..
Sallam ma ke mazaa