Be khata mara gaya audio file
Be khata mara gaya
(Ya Hassan) x6
(Be Khata Mara gaya Sibte Rasool-e-dosara wa Hassan-e-Sabaz-e-Qaba) x3
- Zehr se tukre jigar, khu(n) se kafan laal huwa
Wa Hassan-e-sabz-e-qaba (Be Khata Mara gaya Sibte Rasool-e-dosara wa Hassan -e-Sabaz-e-Qaba) x2
- Khoo(n) ugalte huwe bhayi ko behan ne dekha (or tarap ker ye kaha) x2 Teri gurbat pe ay bhayi teri Zainab ho fidaa wa Hassan -e-Sabaz-e-Qaba
(Be Khata Mara gaya Sibte Rasool-e-dosara wa Hassan -e-Sabaz-e-Qaba) x2
- Maa ke dukh se abhi azad kaha(n) thi zainab (hogaya kaisa gazab) x2 Baap zinda na raha Bhayi suwe khuld gaya wa Hassan -e-Sabaz-e-Qaba
(Be Khata Mara gaya Sibte Rasool-e-dosara wa Hassan -e-Sabaz-e-Qaba) x2
- Ker diya Zahr-e-hala hal ne Jigar ke tukre (Aur Qasim ke liye) x2 Kamsini me hai ye gham Sham-e-gharibi jaisa wa Hassan -e-Sabaz-e-Qaba
(Be Khata Mara gaya Sibte Rasool-e-dosara wa Hassan -e-Sabaz-e-Qaba) x2
- Ghar se ik baar janaza jo nikal jata hai (kab wo phir aata hain) x2 Aisa taboot hai ye lot ke jo ghar ayaa wa Hassan -e-Sabaz-e-Qaba
(Be Khata Mara gaya Sibte Rasool-e-dosara wa Hassan -e-Sabaz-e-Qaba) x2
- Sheh ne us wakht jo Ghazi ko na roka hota (hashr ho jata bapaa) x2 teer aate na janaze pe tumhare Maula wa Hassan -e-Sabaz-e-Qaba
(Be Khata Mara gaya Sibte Rasool-e-dosara wa Hassan -e-Sabaz-e-Qaba) x2
- Sheh ko "Rehan" baraadar kaa jigar yaad aya (jab se karbobala) x2 Tukde Qassim ke utha te huwe maula ne kaha wa Hassan -e-Sabaz-e-Qaba
(Be Khata Mara gaya Sibte Rasool-e-dosara wa Hassan -e-Sabaz-e-Qaba) x2