Bain-e tha sakina ka audio file
Bain-e tha sakina ka
(Bain tha sakina ka sham hone wali hai) x4
- Hokaha mere baba
Sham…………………..
- (Lutchuki hai har chadar, jalchuka hai har khayma)x2
khak par hai ab kunba
sham…………………….
- (pyase ham labe juhai, app hai na amu hai) x2
sar pe apne hi sayaa
sham……………………..
- (kon gham bhulayenga, sine pe sulayenga) x2
nind ati hai baba
sham…………………….
- (kisko kisko behlaye, kisko kisko samjaye)x2
ek saniye zehra
sham……..
- (tum ho bekafan ran me, ham hai bewatan ban me) x2
bibiya hai beparda
sham…………
- (kaise nind ayengi, khak par mere baba) x2
yaad ata hai sina
sham……………………..
- (apne hashre samaani, leke chupgaya khurshi)x2
har taraf sannata
sham…………………………
- Ho kaha mere baba
Sham…………………………