Maa(n) chali gayi
(Maan) x4
Abid pukare bano-e-muztar ki lash par
(Maan chali gayi haye Maan chali gayi) x2
Eik khoon bhara kurta le kar haye maan chali gayi
(Maan chali gayi haye Maan chali gayi) x2
Yasrab se wapis karb-o-bla haye maan chali gayi
(Maan chali gayi haye Maan chali gayi) x2
Dadi ko meri pursa dene haye maan chali gayi
(Maan chali gayi haye Maan chali gayi) x2
Zindan mein jalane eik diya haye maan chali gayi
(Maan chali gayi haye Maan chali gayi) x2
Baba jo lene aaye the haye maan chali gayi
(Maan chali gayi haye Maan chali gayi) x2
Bholi na aseeri ka manzar haye maan chali gayi
(Maan chali gayi haye Maan chali gayi) x2
Karte karte girya zaari haye maan chali gayi
(Maan chali gayi haye Maan chali gayi) x2
Matam karti noha karti haye maan chali gayi
(Maan chali gayi haye Maan chali gayi) x2
Aankhon se baha gham ka darya haye maan chali gayi
(Maan chali gayi haye Maan chali gayi) x2
jab chohti imamat kehti thi haye maan chali gayi

Chali gayi