Ghar lut gaya
Aal-e-Rasool karbobala mein hai be aman
Sar se ridein chhin gayein Abbas ho kahan
Shimer-e-layein ke zulm-o-sitam haye alaman
Sab jal gaye khayaam faqat reh gaya dhuwan
Thi sabr pe zabt ka yara nahin raha
Zainab ne baba jan se roro ke ye kaha
(Ghar lut gaya mera baba) x2
(Ghar lut gaya mera baba) x2
Roti rahi qaza baba aey mere baba
(Ghar lut gaya mera baba) x2
Hoti rahi jafa baba aey mere baba
(Ghar lut gaya mera baba) x2
Sehra bikher gaya baba aey mere baba
(Ghar lut gaya mera baba) x2
Ghazi bhi na raha baba aey mere baba
(Ghar lut gaya mera baba) x2
Halqoom chhid gaya baba aey mere baba
(Ghar lut gaya mera baba) x2
Koi na ab raha baba aey mere baba
(Ghar lut gaya mera baba) x2
Bas ye ab hai aasra baba aey mere baba
(Ghar lut gaya mera baba) x2
Zainab ne jab kaha baba aey mere baba
(Ghar lut gaya mera baba) x2
Humrah hai tera baba Hai tera baba
(Ghar lut gaya mera baba) x2