Sajjad watan ko jaate hain audio file
Sajjad watan ko jaate hain
Hain daagh bahater sene par
Pardees mein baba ko kho kar
Sajjad watan ko jaate hain
(Pardes mein baba ko kho kar) x2
Sajjad watan ko jaate hain
(Pardes mein baba ko kho kar) x2
Ab saath hain akbar na asghar Sajjad watan ko jaate hain
(Pardes mein baba ko kho kar) x2
Hai daagh-e-judayi sene par Sajjad watan ko jaate hain
(Pardes mein baba ko kho kar) x2
Aankhoon mein liye saare manzar Sajjad watan ko jaate hain
(Pardes mein baba ko kho kar) x2
Hain saath faqat kamsin baqar Sajjad watan ko jaate hain
(Pardes mein baba ko kho kar) x2
Asghar ka jala jhola lekar Sajjad watan ko jaate hain
(Pardes mein baba ko kho kar) x2
Be dast para hai darya par Sajjad watan ko jaate hain
(Pardes mein baba ko kho kar) x2
Har aik qadam kha te thokar Sajjad watan ko jaate hain
(Pardes mein baba ko kho kar) x2
Roota hai qalam misra likh kar Sajjad watan ko jaate hain
(Pardes mein baba ko kho kar) x2
Sajjad watan ko jaate hain
(Pardes mein baba ko kho kar) x2
Sajjad watan ko jaate hain