Tu wafaaon ka khuda audio file
Tu wafaaon ka khuda
(Kya kehna) x2 (ghazi abbas-e-jari teri wafa kya kehna) x2
ghazi abbas-e-jari teri wafa kya kehna
chhein ke darya jo piyasa hi raha kya kehna
too wafaoon ka khuda hai ba khuda kya kehna
ghazi abbas-e-jari teri wafa kya kehna
bole be sakhta ye sheer-e-khuda kya kehna
too wafaoon ka khuda hai ba khuda kya kehna
ghazi abbas-e-jari teri wafa kya kehna
bhai kab aisa kisi ko hai mila kya kehna
too wafaoon ka khuda hai ba khuda kya kehna
ghazi abbas-e-jari teri wafa kya kehna
walwala josh-e-ghazab our wigha kya kehna
too wafaoon ka khuda hai ba khuda kya kehna
ghazi abbas-e-jari teri wafa kya kehna
kab nibhayi hai kisi ne yoon wafa kya kehna
too wafaoon ka khuda hai ba khuda kya kehna
ghazi abbas-e-jari teri wafa kya kehna
aayi jibril gerdoon se sada kya kehna
too wafaoon ka khuda hai ba khuda kya kehna
ghazi abbas-e-jari teri wafa kya kehna
boleen her sher pe sab ehl-e-kisa kya kehna
too wafaoon ka khuda hai ba khuda kya kehna
ghazi abbas-e-jari teri wafa kya kehna