Meri zuban pe kyu audio file

Meri zuban pe kyu

(Meri zuban pe kyun aaye kisi ka naam kabhi) x2

 1. basa hua hai rag-e-jan mein mere naam-e-ali
 2. (Meri zuban pe kyun aaye kisi ka naam kabhi) x2

 3. (zamana ker ta hai cherche ye kin shudayon ke) x2
 4. ke jin se qilay-e-khayber ki iint bhi na hili

  (Meri zuban pe kyun aaye kisi ka naam kabhi) x2

 5. (chali hai din-e-khuda ke faqat bachane ko) x2
 6. wagar na apne liye kab ali ki tegh cali

  (Meri zuban pe kyun aaye kisi ka naam kabhi) x2

 7. (ye mushkilat-o-hawadis na rah mein aayein) x2
 8. mein gher se apne nikalta hoon parhke naad-e-ali

  (Meri zuban pe kyun aaye kisi ka naam kabhi) x2

 9. (kisi se kya hai taqabul mere aaimma ka) x2
 10. hai ibtida se sare arsh on ka naam jali

  (Meri zuban pe kyun aaye kisi ka naam kabhi) x2

 11. (ke khatm ho ga por aashob dor bhi ik din) x2
 12. hai barhawen mere mola ka inkizar aabhi

  (Meri zuban pe kyun aaye kisi ka naam kabhi) x2

 13. (zamana mehka hai firdos ki wafaoon se) x2
 14. shamim janfiza daman mein le ke bad chali

  (Meri zuban pe kyun aaye kisi ka naam kabhi) x2

 15. basa hua hai rag-e-jan mein mere naam-e-ali

(meri zuban pe kyun aaye) x4