Wawaila haye wawaila audio file
Wawaila haye wawaila
(Wawaila haye wawaila) x4
- (Dukhtar-e-Shah-e-La Fateh Zainab) x2 Bani-e-Majlis-e-Aza Zainab
(Wawaila haye wawaila) x2
- Leh-jaye sher-e kibriya zainab. Wawaila (chorus). Fatema akse aa-ena zainab. Wawaila (chorus) Ye jo majlis hai ye jo matam hai, ba khuda hai teri dua zainab
(Wawaila haye wawaila) x2
- Naam-e-shabbir or aap ka naam. Wawaila (chorus) Kaise me likhu juda juda zainab. Wawaila (chorus) Leliya intikaam bhayi kaa, kehti hai majlise azaa zainab
(Wawaila haye wawaila) x2
- Hur alaihissalaam kaysay huwa. Wawaila (chorus) Bus teray dar pe agayaa zainab Wawaila (chorus) Tujko kehte hai saa-niyae zehra. Chahiye tujko aur kya zainab.
(Wawaila haye wawaila) x2
- Baad zehra kay mai samajta hu. Wawaila (chorus) Hai tuhi ashraf-un-nisaa zainab. Wawaila (chorus) Warise teg hyderi shabbir, or tu warise kissa zainab
(Wawaila haye wawaila) x2
- Karbala alqama me beh jati Wawaila (chorus) Gar na hoti teri ridaa zainab. Wawaila (chorus) Syeday sajideen ko tu nay, har kadam baksha hosila zainab
(Wawaila haye wawaila) x2
- Jis dilo karti hai hussain hussain. Wawaila (chorus) Usse roshan hai wo diya zainab. Wawaila (chorus) Kismate din la illah shabbir, daulate deen mustafa zainab
(Wawaila haye wawaila) x2
- Shaam ka waqt hogaya roshan, wawaila, teri aamad se sayyeda Zainab, wawaila. Mei to "Rehan Azmi" kya hu(n), dee(n) ko hai tera aasra zainab
(Wawaila haye wawaila) x2
- Dukhtar-e-Shah-e-La Fateh Zainab. Bani-e-Majlis-e-Aza Zainab
(Wawaila haye wawaila) x2