Wa waila wa waila shaud audio file

Wa waila wa waila shaud

(Wa waila wa waila shaud) x4 (Matam daro) x2 (Rone walo) x2 Karbobala ka matam karlo

(Wa waila wa waila shaud) x4 Matam daro, Rone walo Karbobala ka matam karlo (Wa waila wa waila shaud) x2

 1. Karbobala ki garm zamin thi, lashe sabhi be goro kafan the. Wa waila wa waila shaud. Kunba nabi ka be aasra tha haye gharibi thi be watan the
 2. Wa waila wa waila shaud (Matam daro) x2 (Rone walo) x2 Ale azaa ka matam karlo

  Wa waila wa waila shaud Matam daro, Rone walo Karbobala ka matam karlo (Wa waila wa waila shaud) x2

 3. Tanha shah-e-deen ran me khare the, koi nahi tha munis o yawar. Wa waila wa waila shaud. Wo jo sadaa hal min ki suni thi khaak pe tarpe lashe bahattar.
 4. Wa waila wa waila shaud (Matam daro (Rone walo) x2 Shahe hudaa ka matam karlo

  (Wa waila wa waila shaud) x4 Matam daro, Rone walo Karbobala ka matam karlo (Wa waila wa waila shaud) x2

 5. Pyaasa gala tha sibte nabi ka, shimr layin ka bund tha khanjar. Wa waila wa waila shaud. Kesi qayaamat ran me bapaa thi haye wo ik maa royi tarap kar.
 6. Wa waila wa waila shaud (Matam daro) x2 (Rone walo) x2 Inko ataa tha matam karlo

  (Wa waila wa waila shaud) x2 Matam daro, Rone walo Karbobala ka matam karlo (Wa waila wa waila shaud) x2

 7. Jo tha muhaffiz ehle haram ka, darya pe soya shaan kata kar. Wa waila wa waila shaud. Dil ka lahu ankho se bahakar uska alam hatho pe uthakar
 8. Wa waila wa waila shaud (Matam daro) x2 (Rone walo) x2 Shahe bapaa ka matam karlo

  (Wa waila wa waila shaud) x2 Matam daro, Rone walo Karbobala ka matam karlo (Wa waila wa waila shaud) x2

 9. Shame gharibaan ban me andhera, hai be kasi be aas haram hai. Wa waila wa waila shaud. Sar pay rida na dast-e-karam hay gham ki fizaaen lakhon sitam hain
 10. Wa waila wa waila shaud (Matam daro) x2 (Rone walo) x2 Shahe azaa ka matam karlo

  (Wa waila wa waila shaud) x2 Matam daro, Rone walo Karbobala ka matam karlo (Wa waila wa waila

  shaud) x2

 11. Pehro pe ayi hai zehra jaayi, dard hazaaro dil me chupaakar. Wa waila wa waila shaud. Bhayi bhatijo beto ko roye ya wo kabhi roye chahadar par

Wa waila wa waila shaud (Matam daro) x2 (Rone walo) x2 Farshe azaa ka matam karlo

(Wa waila wa waila shaud) x2 Matam daro, Rone walo Karbobala ka matam karlo (Wa waila wa waila shaud) x2