Ya nabi salaam alaikum
Ya nabi salaam alaikum, Ya ali salaam alaikum
- Hasnaino fatema par, salawaatullah alaikum
- Yaa muhammed mustafa tum, shaafiye roze jaza tum. rahmatul lilla’alami(n) tum, salawaatullah alaikum
Ya nabi salaam alaikum
- Laafata illa ali par, soya hai bistar nabi par
barkate kadmo nabi par, salawaatullah alaikum
Ya nabi salaam alaikum
- Marhaba naasire di(n) par, marhaba sabro riza par
marhaba shaahe husaina, salawaatullah alaikum
Ya nabi salaam alaikum
- Hashreme jab ke tum aana, to hame na chor jaana. Hamko dozakse bhachana, salawaatullah alaikum
Ya nabi salaam alaikum