Zainab ka yeh nawha tha majaye Khuda Hafiz audio file
Zainab ka yeh nawha tha majaye Khuda Hafiz
Zainab ka yeh nawha tha majaye Khuda Hafiz
Zainab ka yeh nawha tha majaye Khuda HafizX2 (Chorus)
Kya tum hame furkat may dikhlaye Khuda Hafiz
Zainab ka yeh nawha tha majaye Khuda HafizX2 (Chorus)
Ek god kay pale hai khela hai ek Aangan may
Ek god kay pale hai khela hai ek Aangan may (Chorus)
Sub chor chale mujko tanhi kay is bann may
Sub chor chale mujko tanhi kay is bann may (Chorus)
Shikwa ye behan lab par kya laya khuda hafiz
Zainab ka yeh nawha tha majaye Khuda HafizX2 (Chorus)
Aab kon sakina ko senay pa sulayenga
Aab kon sakina ko senay pa sulayenga (chorus)
Utha gi agar bachi kon usko maneyenga
Utha gi agar bachi kon usko maneyenga (Chorus)
Ro ro kay wo bachi marjayae Khuda Hafiz
Zainab ka yeh nawha tha majaye Khuda HafizX2 (Chorus)
Khud apni he hatho say ama nay siya ja tho
Khud apni hi hatho say ama nay siya ja tho (Chorus)
Ama ki wasiyat thi kurta ab wahi pahno
Ama ki wasiyat thi kurta ab wahi pahno (Chorus)
Puri wo wasiyat bhi ho jaye Khuda Hafiz
Zainab ka yeh nawha tha majaye Khuda HafizX2 (Chorus)
Jab hale safar ja kar sugra ko suna oongi
Jab hale safar ja kar sugra ko suna oongi (Chorus)
Guzray jo Alam ham par jab usko bata oongi
Guzray jo Alam ham par jab usko bata oongi (Chorus)
Aesa na ho wo sunkar marjaye Khuda Hafiz
Zainab ka yeh nawha tha majaye Khuda HafizX2 (Chorus)
Har gharmay bicha dungi mai teri saf-fay Matam
Har gharmay bicha dungi mai teri saf-fay Matam (Chorus)
Har ghar pay laga honga ek roz tera parcham
Har ghar pay laga honga ek roz tera parcham (Chorus)
Kam honge na ab ghum kay Irdae Khuda Hafiz
Zainab ka yeh nawha tha majaye Khuda HafizX2 (Chorus)
Bhai ka suhail us dum kya hal huwa honga
Bhai ka suhail us dum kya hal huwa honga (Chorus)
Jab ruksate akhir mai Zainab ne kaha honga
Jab ruksate akhir mai Zainab ne kaha honga (Chorus)
Ma jaye Khuda Hafiz Ma Jaye Khuda Hafiz
Zainab ka yeh nawha tha majaye Khuda HafizX4 (Chorus)