Ya Kareema
Ya Hamsheer-e-Reza
Assalaamu alayka ya kareema
Ya kareema
Tera Bhai Imame Zamin hai, tera baba dare hawaij hai
(Ya Kareema) x6
Kazime hai hasab nasab tera
Hai Reza kee reza teri marzi
Hai ghilafe karam tera parda
Tera Bhai Imame Zamin hai, tera baba dare hawaij hai
(Ya Kareema) x3
Aap ne naam Fatema paaya
Aap zeenat hai apne baba ki
Aur rakdi hai zainabi lehja
Tera Bhai Imame Zamin hai, tera baba dare hawaij hai
(Ya Kareema) x3
Fatema Zahra x3
Markaze Fatema se nisbat hai
Firk do markado me itna hai
Wo Bakiya hai qum ki jannat hai
Tera Bhai Imame Zamin hai, tera baba dare hawaij hai
(Ya Kareema) x3
Maut rizho rahe hai sajde par
Ehtaraman hai shukr ka sajda
Aur wo bhi khuda ke kehne par
Tera Bhai Imame Zamin hai, tera baba dare hawaij hai
(Ya Kareema) x3
Jab bhi wo jamkaraan aate hai
Tuj se milne ko tere roze par
Khud Imame Zamaan aate hai
Tera Bhai Imame Zamin hai, tera baba dare hawaij hai
(Ya Kareema) x3
Pyare parcham legete har ik jaa
Kayse matam kiya hai bhai ka
Gham ko tune banaya karbobala
Tera Bhai Imame Zamin hai, tera baba dare hawaij hai
(Ya Kareema) x3
Misle behloul zindagi dede
Kafsh bardaar zayireen bana
Apne roze ye nokree dede
Tera Bhai Imame Zamin hai, tera baba dare hawaij hai
(Ya Kareema) x3
Zikre Darvaish par nazar ho teri
Haath bechain hai ye matam ko
Kabre Zahra ke ho azaadari
Tera Bhai Imame Zamin hai, tera baba dare hawaij hai
(Ya Kareema) x3