Haay shaam ka bazaar hai audio file
Haay shaam
ka bazaar hai
Hai shaam ka bazaar hai, Aal-e-Nabi hai be rida
Hai berida hai berida Hai
berida
(Aal-e-Mohammad
Haey nangay sar hai,
kehti hai rokar mushkil safar
hai) x2
(Jaana
hai bazar-e-shaam hamko) x2
Zakhmi jigar hai mushkil safar hai
(Aal-e-Mohammad
Haey nangay sar hai,
kehti hai rokar mushkil safar
hai) x2
Majma laga hai
na mehramo
ka
Koi yahan par yawar nahi hai
Ham bekaso
ka ham be gharo ka
(Sayedaniyo
ki bepardagi par) x2
sab
ki nazar hai
Mushkil safar
hai
(Aal-e-Mohammad
Haey nangay sar hai,
kehti hai rokar mushkil safar
hai) x2
Hai fikr phir
bhi apni rida ki
Balloon say apna chehra
chupakay
Sehkar aziyat ehle jafa ki
(Yeh
imtihaan hai al-e-nabi ka) x2
kay darbadar
hai
Mushkil safar
hai
(Aal-e-Mohammad
Haey nangay sar hai,
kehti hai rokar mushkil safar
hai) x2
Daitay hain taanay
ghazi kahan hai
Kartay hain matam
kartay hain girya
Sab kay laboon
par aah-o-fughan hai
(Majboor-o-bekas
saidaniyan hain) x2
sab ko
khabar hai
Mushkil safar
hai
(Aal-e-Mohammad
Haey nangay sar hai,
kehti hai rokar mushkil safar
hai) x2
Noke cina par sar larahay
hain
us par sitam yeh Had say siwa hai
Pathar haram par barsarahay hain
(Kaisay
muslaman kaisay hain insaan) x2
Kaisa nagar hai
Mushkil safar
hai
(Aal-e-Mohammad
Haey nangay sar hai,
kehti hai rokar mushkil safar
hai) x2
Ajr-e-risalat detay hain humko
Bejurm hain hum Aal-e-Mohammad
Phir bhi yeh
baaghi kehtay hain hamko
(Noha
kunan hain sina zani hai)
x2
Aur chashme tar hai
Mushkil safar
hai
(Aal-e-Mohammad
Haey nangay sar hai,
kehti hai rokar mushkil safar
hai) x2
Qismat mein likha
hai ghum uthana
Faryaad karna kantoon pay chalna
Bepardagi par ansoon bahana
(Issay
ziada na
koi ghum ho) x2
Dil mein yeh
dar hai
Mushkil safar
hai
(Aal-e-Mohammad
Haey nangay sar hai,
kehti hai rokar mushkil safar
hai) x2
Sar uth
bhi jata to kaisay rukta
Shehzadiyon ko
nazre uthakar
jis nay kabhi
bhi ik pal na daikha
Kaisay rukay ga naize pay logon (2)
ghazi ka sar hai
Mushkil safar
hai
(Aal-e-Mohammad
Haey nangay sar hai,
kehti hai rokar mushkil safar
hai) x2
Khushiyaan manatay hain shaam walay
Saidaniyan be parda khari hain
Majma lagatay hain shaam walay
Shabeer ka sar noke cina par(2)
yeh noha
gar hai
Mushkil safar
hai
(Aal-e-Mohammad
Haey nangay sar hai,
kehti hai rokar mushkil safar
hai) x2
Kaisay safar
main likhoon haram ka
Yeh intiha hai zulm-o-sitam ki
Yeh silsila hai ranj-o-alam ka
Roay qalam bhi aur mera
chehra (2)
ashko say tar hai
Mushkil safar
hai
(Aal-e-Mohammad
Haey nangay sar hai,
kehti hai rokar mushkil safar
hai) x2