Kon Cheenay ga
meray sar
say rida audio file
Kon Cheenay ga meray sar say rida
(Haay Abbas, haay Abbas) x4
(Kon Cheenay ga meray sar say rida, Mera ABBAS Abhi zinda hai) x2
1.
Kon khaymo(n)
ko jhalayega bhala
Mera ABBAS abhi zinda hai
Kon Cheenay ga meray sar
say rida, Mera ABBAS Abhi zinda hai
2.
Meray ABBAS ka mashoor hai ye jaho hasham
Mera ABBAS to hai aal-e-Mohammed ka bharam
Jaantay hai ye sabhi ehle jafa
Mera ABBAS abhi zinda hai
Kon Cheenay ga meray sar
say rida, Mera ABBAS Abhi zinda hai
3.
Sani-e-Haider-e-Karar hai
ghazi mera
Sheh kay lashkar
ka Alamdar hai Ghazi mera
Meri madar, meray baba ki
DUAA
Mera ABBAS Abhi Zinda hai
Kon Cheenay ga meray sar
say rida, Mera ABBAS Abhi zinda hai
4.
Chor kar
apna watan iskay saharay aai
thi khabar saath hai ABBAS sa mera bhai
mujhko kis baat
ki ho fikr bhala
Mera ABBAS Abhi Zinda hai
Kon Cheenay ga meray sar
say rida, Mera ABBAS Abhi zinda hai
5.
Kiski jurrat
hai jo khaimo
ki taraf daikh sakay
Kon aisa hai
jo akar
meri chadar cheenay
Hath katjaey ga jo aagay barha
Mera ABBAS Abhi Zinda hai
Kon Cheenay ga meray sar
say rida, Mera ABBAS Abhi zinda hai
6.
Hai shaqi
kon Sakina kay jo dur cheensakay
Hai laeen kon
jo bachi
ko tamachay maray
Meri masoom Sakina ka chacha
Mera ABBAS Abhi Zinda hai
Kon Cheenay ga meray sar
say rida, Mera ABBAS Abhi zinda hai
7.
Dushman-e-sheh kay
lahu say yeh dubodaiga jahan
Mil na paey gi sitamgar ko
kahin jaey-amma
Sheh ko
bekas na samajhna ada
Mera ABBAS Abhi Zinda hai
Kon Cheenay ga meray sar
say rida, Mera ABBAS Abhi zinda hai
8.
Sheh nay talwar uthanay ki ijazat bhi
na di
Safdar-e-khasta jigar qatl
hua sher-e-jari
Bekhabar deti thi
Zainab ye sada
Mera ABBAS Abhi Zinda Hai
Kon Cheenay ga meray sar
say rida, Mera ABBAS Abhi zinda hai