Jhoola kissay jhulaoon audio file
Jhoola kissay jhulaoon
(Jhoola kissay jhulaoon) x2
Lori kissay sunaoon, haay, lori kissay sunaoon
(Jhoola kissay jhulaoon) x2
Lori kissay sunaoon, haay, lori kissay sunaoon
(Jhoola kissay jhulaoon) x4
kaisay jiyegi madar itna zara bata day
(gham kis tarha bhulaoon) x2
(Jhoola kissay jhulaoon) x4
a jaey mout mujh ko mari ye hi dua hai
(ankhoon say khoon bahaoon) x2
(Jhoola kissay jhulaoon) x4
dasht-e-bala mein tujh ko dhondain meri nigahien
(tujh ko kahan say laoon) x2
(Jhoola kissay jhulaoon) x4
har lamha yaad tari mujh ko sata rahi hai
(ik pal sukoon na paon) x2
(Jhoola kissay jhulaoon) x4
pani nahi mayasar main ashak he pilaoon
(tashna labi bujhaoon) x2
(Jhoola kissay jhulaoon) x4
tera gala chida aur ma ka bhi dil chida hai
(marham tujhy lagaoun) x2
(Jhoola kissay jhulaoon) x4
tha kon sungdil wo jis nay ye zulm dhaya
(main gham say mar na jaoon) x2
(Jhoola kissay jhulaoon) x4
sab kuch tu lut chuka hai daman hai mera khali
(kis ko ye sab bataoon) x2
(Jhoola kissay jhulaoon) x4
ta umr kar kay matam karti rahi ye noha
(saey mein kaisay jaoon) x2
(Jhoola kissay jhulaoon) x4