Watan chaliye
(Watan chaliye phuphi amma) x4
(Watan chaliye phuphi amma) x3
kabhi karti hoon main girya kabhi karti hoon main matam
(mera dil khoon rota hai) x2 watan chaliye phuphi amma
(Watan chaliye phuphi amma) x3
meray baba pay chalta tha wo khanjar yaad hai mujh ko
(kaleja gham say phut ta hai) x2 watan chaliye phuphi amma
(Watan chaliye phuphi amma) x3
laho say tar alam aya chida teroon say mashkiza
(chaha ka ghum rulata hai) x2 watan chaliye phuphi amma
(Watan chaliye phuphi amma) x3
meray ronay pay pehra hai main paoongi sokoon kaisay
(musalsal dil tarapta hai) x2 watan chaliye phuphi amma
(Watan chaliye phuphi amma) x3
agar rona bhi chahoon main tamachay rukh pay khati hoon
(bari bereham dunya hai) x2
reha hokar watan jaoon ye hai hasrat meray dil main
(meri bas ye tamana hai) x2 watan chaliye phuphi amma
(Watan chaliye phuphi amma) x3
bataoongi watan ja kar kay hum majboor thay kitnay
(madeena yaad ata hai) x2 watan chaliye phuphi amma
(Watan chaliye phuphi amma) x3
sakeena k laboon pe bas yehi faryad thi "safdar"
(yahan par sans ghut ta hai) x2 watan chaliye phuphi amma
(Watan chaliye phuphi amma) x3