Baba ke baad
(Baba ke baad yateemi may dekh kitnay uthaayay bachi nay) x2

Kis tarha teer bharay seenay Say teer hatayay bachhi nay
(Baba ke baad yateemi may dekh kitnay uthaayay bachi nay) x2
Ammoo'on ke baad tamaa'nchay bhi rukhsaar pay khayay bachhi nay
(Baba ke baad yateemi may dekh kitnay uthaayay bachi nay) x2
Kalma goyon ke haatho'n say patthar bhi khaayay bachhi nay
(Baba ke baad yateemi may dekh kitnay uthaayay bachi nay) x2
Mazloom ke beti thi logo gham kitnay paayay bachhi nay
(Baba ke baad yateemi may dekh kitnay uthaayay bachi nay) x2
Beemar imam ke qadmo'n say jab khaar hataayay bachhi nay
(Baba ke baad yateemi may dekh kitnay uthaayay bachi nay) x2
Kis tarha hazaaro'n meelo'n ke yay safr nibhaayay bachhi nay
(Baba ke baad yateemi may dekh kitnay uthaayay bachi nay) x2
Din qaid ke zindaa'n may tanha kistarha bitaayay bachhi nay
(Baba ke baad yateemi may dekh kitnay uthaayay bachi nay) x2
Khud shaam ke bachh'on ko asif ro ro sunaayay bachi nay