Mera akbar
(Mera akber a.s jaata hay marnay, hay tujh say eik dua khaaliq) x2
Hai tujh se eik dua khaliq, Mera akber a.s jaata hay marnay, hay tujh say eik dua khaaliq
(Ab roz e mehshar tak is ki) x2 Madar ka zabt barha khaaliq
Hai tujh se eik dua khaliq, Mera akber a.s jaata hay marnay, hay tujh say eik dua khaaliq
(Honay hayn jigar k tukray to) x2 ghoro'n say jism bacha khaaliq
Hai tujh se eik dua khaliq, Mera akber a.s jaata hay marnay, hay tujh say eik dua khaaliq
(Maathay par ik bhi shikan nahe) x2 shabbir a.s pay daal nigah khaaliq
Hai tujh se eik dua khaliq, Mera akber a.s jaata hay marnay, hay tujh say eik dua khaaliq
(Tasveer hay teray haath'on ki) x2 Yay naana pbuh ka chehra khaaliq
Hai tujh se eik dua khaliq, Mera akber a.s jaata hay marnay, hay tujh say eik dua khaaliq
(Usay khwaab may tu deeadaar kara) x2 Par qatl ki baat chupa khaaliq
Hai tujh se eik dua khaliq, Mera akber a.s jaata hay marnay, hay tujh say eik dua khaaliq
(Bus aaj sadaayay marhaba) x2 darya say laayay hawa khaaliq
Hai tujh se eik dua khaliq, Mera akber a.s jaata hay marnay, hay tujh say eik dua khaaliq
(Jisay shaam ko jaana hay us ke) x2 Saaray armaan barha khaaliq
Hai tujh se eik dua khaliq, Mera akber a.s jaata hay marnay, hay tujh say eik dua khaaliq
(Day zulfiqaar salaaami may) x2 Issay aaj mera baba khaaliq
Hai tujh se eik dua khaliq, Mera akber a.s jaata hay marnay, hay tujh say eik dua khaaliq
(Sud shukar tera jo mujh say hua) x2 Ik aur ehad poora khaaliq
(tu khud hay mera gawah khaaliq) x3