Matam karo Shabbir ka audio file
Matam karo Shabbir ka
(Hayya Ala Khairil Amal) x6
(Matam karo Shabbir ka Zahra ki lo dua) x2
(Hayya Ala Khairil Amal) x2 (Matam karo Shabbir ka Zahra ki lo dua) x2
Sadqe mein jiske aaj bhi qayam namaaz hai
(Hayya Ala Khairil Amal) x2
Jisne sulagti ret pe sajda kiya ada
Is se milega mominon jannat ka rasta
(Matam karo Shabbir ka Zahra ki lo dua) x2
Jisne saro(n) se deen ka kashkol bhar diya
(Hayya Ala Khairil Amal) x2
Jisne jalaya khun se islam ka diya
Is se milega mominon jannat ka rasta
(Matam karo Shabbir ka Zahra ki lo dua) x2
Bhai ki laash par bhi jo matam na karsaki
(Hayya Ala Khairil Amal) x2
Ghurbat pe jiski shaam ka zindan rodiya
Is se milega mominon jannat ka rasta
(Matam karo Shabbir ka Zahra ki lo dua) x2
Qurbani uski shame gharibaa(n) se puchhlo
(Hayya Ala Khairil Amal) x2
Jisne bachake deen ko sab kuch luta diya
Is se milega mominon jannat ka rasta
(Matam karo Shabbir ka Zahra ki lo dua) x2
"jawwad" ya hussain ki awaz kam na ho
(Hayya Ala Khairil Amal) x2
Matam ali ke laal ka jari rahe sada
Is se milega mominon jannat ka rasta
(Hayya Ala Khairil Amal) x6