Ay Karbala ay Alqamah audio file

Ay Karbala ay Alqamah

Ay Karbala, Ay Alqamah

Kuch to bataa behre Khuda (x3)

Ay Karbala, ay Alqamah (x4)

Kuch to bataa behre Khuda (x2)

Ay Karbala, ay Alqamah (x4)

  1. Kyu(n) qatla pyase hogaye, wo jo tere mehmaan the (x2)
  2. Wo jo tere mehmaan the

    Jan-e-Ali o Mustafa, Ay Karbala ay Alqamah (x2)

    Kuch to bataa behre Khuda (x2)

    Ay Karbala, ay Alqamah (x2)

    Kuch to bataa behre Khuda (x2)

  3. Laila ka wo lakhte jigar, maqtal ke jalti khaak par (x2)
  4. Maqtal ke jalti khaak par

    Barchi lagi mara gaya, Ay Karbala ay Alqamah (x2)

    Kuch to bataa behre Khuda (x2)

    Ay Karbala, ay Alqamah (x2)

    Kuch to bataa behre Khuda (x2)

  5. Ek zabaan beshir se, be jurm be taqseer se (x2)
  6. Be jurm be taqseer se

    Aysi huwi thi kya khata, Ay Karbala ay Alqamah (x2)

    Kuch to bataa behre Khuda (x2)

    Ay Karbala, ay Alqamah (x2)

    Kuch to bataa behre Khuda (x2)

  7. Maare tamache kis liye, rukhsar par masoom ke (x2)
  8. Rukhsar par masoom ke

    Daaman bhi iska kyu jala, Ay Karbala ay Alqamah (x2)

    Kuch to bataa behre Khuda (x2)

    Ay Karbala, ay Alqamah (x2)

    Kuch to bataa behre Khuda (x2)

  9. Bimar ek qaidi banaa, kanto(n) pe jo chalta raha (x2)
  10. Kanto pe jo chalta raha

    Hoti rahi us par jafa, Ay Karbala ay Alqamah (x2)

    Kuch to bataa behre Khuda (x2)

    Ay Karbala, ay Alqamah (x2)

    Kuch to bataa behre Khuda (x2)

  11. Ghut kar Sakina mar gayi, mar kar bhi wo qaidi rahi (x2)
  12. Mar kar bhi wo qaidi rahi

    Kurta kafan jiska bana, Ay Karbala ay Alqamah (x2)

    Kuch to bataa behre Khuda (x2)

    Ay Karbala, ay Alqamah (x2)

    Kuch to bataa behre Khuda (x2)

  13. Darbar me layi gayi, binte Nabi binte Ali (x2)
  14. Binte Nabi binte Ali

    Ajre risalat yun diya, Ay Karbala ay Alqamah (x2)

    Kuch to bataa behre Khuda (x2)

    Ay Karbala, ay Alqamah (x2)

    Kuch to bataa behre Khuda (x2)

  15. "Rehan" ye rudaade gham, kaise likhe mera kalam (x2)

Kaise likhe mera kalam

Har ashk deta hai sada, Ay Karbala ay Alqamah (x2)

Kuch to bataa behre Khuda (x2)

Ay Karbala, ay Alqamah (x2)

Kuch to bataa behre Khuda (x2)