Shabbir(AS) ka Matam audio file

Shabbir(AS) ka Matam

Ya Husein Ya Husein Ya Husein Ya Husein (x2)

Jo bhi karta huwa Shabbir ka maatam aya (x2)

Baab-e-jannat ne kaha (x2)

Baab-e-jannat ne kaha ab mera mehram aya

Jo bhi karta huwa Shabbir ka maatam aya (x2)

  1. Khud ba khud jukh gaya dil mera salami ke liye (x3)
  2. Samne jab kabhi Abbas ka parcham aya

    Baab-e-jannat ne kaha ab mera mehram aya

    Jo bhi karta huwa Shabbir ka maatam aya (x2)

  3. Jab azaa khaano ki sanso me mehek aane lage (x3)
  4. Me samaj leta hu ab mausam e maatam aya

    Baab-e-jannat ne kaha ab mera mehram aya

    Jo bhi karta huwa Shabbir ka maatam aya (x2)

  5. Jab bhi mushkil koi ati he azadaro par (x3)
  6. Naam-e-Abbas labo(n) par mere hardam aya

    Baab-e-jannat ne kaha ab mera mehram aya

    Jo bhi karta huwa Shabbir ka maatam aya (x2)

  7. Hurmala teer kamaa(n) kaam nahi ayenge (x3)
  8. Ran me Asghar nahi Shabbir ka zeigham aya

    Baab-e-jannat ne kaha ab mera mehram aya

    Jo bhi karta huwa Shabbir ka maatam aya (x2)

  9. Kat gaye bazu-e-Abbas-e-Ali dariya par (x3)
  10. Pusht me Hazrate Shabbir ke bhi kham aya

    Baab-e-jannat ne kaha ab mera mehram aya

    Jo bhi karta huwa Shabbir ka maatam aya (x2)

  11. Nauha "Rehan" ka likha huwa parhne ko "Husein" (x3)

Usme shaamil huwa jab mahe muharram aya