Ye Gham Hussain Ka
Ya Hussain Ya Hussain (x4)
Dil se kabhi na jaayega ye gham Hussain ka (x4)
Dil se kabhi na jaayega ye gham Hussain ka (x2)
Jab tak hai do jahan me muharram Hussain ka (x2)
Hota rahega dehr me maatam Hussain ka
Dil se kabhi na jaayega ye gham Hussain ka (x2)
Abbas ne uthaya hai parcham Hussain ka (x2)
Hota rahega dehr me maatam Hussain ka
Dil se kabhi na jaayega ye gham Hussain ka (x2)
Khulde bari me hota hai maatam Hussain ka (x2)
Hota rahega dehr me maatam Hussain ka
Dil se kabhi na jaayega ye gham Hussain ka (x2)
Sine me jaise rukh ne laga dam Hussain ka (x2)
Hota rahega dehr me maatam Hussain ka
Dil se kabhi na jaayega ye gham Hussain ka (x2)
Zainab ke saath karne ko maatam Hussain ka (x2)
Hota rahega dehr me maatam Hussain ka
Dil se kabhi na jaayega ye gham Hussain ka (x2)
Nawha "Husein" parhta hai jis dam Hussain ka (x2)
Hota rahega dehr me matam Hussain ka
Dil se kabhi na jaayega ye gham Hussain ka (x2)