Ya Habib Ya Saleeb Ya Ghareeb Ya Hussayn (A.S.) audio file
Ya Habib Ya Saleeb Ya Ghareeb Ya Hussayn (A.S.)
Ay Hussayn (a.s.), Ay Mohammed-e-Mustafa (s.a.w.) ke noor-e-nazar,
Ay Fatema (s.a.) ke lakhte jigar,
Ay Hussayn (a.s.), ay wo ke jisse apne watan se door kar diya gaya,
Ay Hussayn (a.s.), Ay wo ke baad e qatl jiske libaas ko taar taar kar diya gayaa
Ay Hussayn, Ay wo ke jiski turbat par aaj bhi khuda, aur ooske malaika ka salaam aata hai
Aaj bhi Hussayn ki awaaz Hussayn ki shahaadat ke baad bhi jaari hai
Karbala pukaar rahi hai,
Ay Hussayn (a.s.),
Ay Ali (a.s.) ke bete,
Ay Fatema (s.a.) ke laal,
Ay Hassan (a.s.) ke quvate baazu,
Ay Abbas (a.s.) ke bhai,
Ay Zainab (s.a.) ki aas,
Apne azaadaro ka salaam qabool kar, salaam qabool kar, salaam qabool kar
Ya habeeb ya saleeb ya ghareeb ya Hussayn (x2)
Yahtifu sawti Hussayn, hatta mawti Hussayn (x2)
Ya habeeb ya saleeb ya ghareeb ya Hussayn
Salaaman kullama shamsullana tatl’a
Li madhboohi lahu dammus samaa tadm’a
Wa man abkaa li jibraeela fil masr’a
Khud ya imaami – minnee salaami (x2)
Ya tareeb ya saleeb ya ghareeb ya Hussayn
Yahtifu sawti Hussayn, hatta mawti Hussayn (x2)
Ya habeeb ya saleeb ya ghareeb ya Hussayn
Teri aaghosh me shabbir hai sota
Hai teri khaak me khoo sab shahido ka
Yehi zainab ne rakha tha qadam apna
Hai karbala – ki ye sadaa (x2)
Ya habib ya saleeb ya ghareeb ya Hussayn
Yahtifu sawti Hussayn, hatta mawti Hussayn (x2)
Ya habeeb ya saleeb ya ghareeb ya Hussayn
Wa Adam lam yutiq sabran ahzana
Wa Ibraaheemu yan’a feehi qurbaana
Ala nabki alal madhboohi maulana
Fayyidhuddumoo’i, ahnaa dhuloo’i (x2)
Bin naheeb ya saleeb ya ghareeb ya Hussayn
Yahtifu sawti Hussayn, hatta mawti Hussayn (x2)
Ya habeeb ya saleeb ya ghareeb ya Hussayn
To hazrat nuh bhi aansoo bahate hai
Aur ibrahim payghambar bhi makke me
Jawaniye ali akbar pe rote hai
Sub ambiyaa – mehwe buka (x2)
Ya habib ya saleeb ya ghareeb ya Hussayn
Yahtifu sawti Hussayn, hatta mawti Hussayn (x2)
Ya habeeb ya saleeb ya ghareeb ya Hussayn
Kafaakil fakhru a’inullahi tar’aki
Wa manyyahwa abiyyadh dhaymi yahwaki
Wa mawwaalaa Hussaynal laysa yansaki
Yabqa nidaa – a’n karbalaa (x2)
Layyagheeb ya saleeb ya ghareeb ya Hussayn
Yahtifu sawti Hussayn, hatta mawti Hussayn (x2)
Ya habeeb ya saleeb ya ghareeb ya Hussayn
Musalle par wo munh ashqon se dhotey hai
Wo Majid naahia me noha parhte hai
Husein awo yehi sab ko sunate hai
Haye tera laasha, teeron pe thaa (x2)
Ya habib ya saleeb ya ghareeb ya Hussayn
Yahtifu sawti Hussayn, hatta mawti Hussayn (x2)
Ya habeeb ya saleeb ya ghareeb ya Hussayn
Salaam qabool kar, salaam qabool kar, salaam qabool kar