Allahu akbar ya abbas audio file

Allahu akbar ya abbas

 

Asadullahi wa shiblu haydar

Abbasun fil harbi kabbar

 

(Allahu akbar) x4 ya abbas

 

1.     Barazal laythu wa saala wa shammar

Ibnu aliyyin lam yata akhar

Af-deeka husaynun bi hayaati

Burkaanun naarun ya ta fajjar

Hadha aliyyun am abbasun

(Yas haqu a’daa-ahu kal qaswar) x2

Lam yadnaahu kullulaskar

Abbasun fil harbi kabbar

 

(Allahu akbar) x4 ya abbas

(Allahu akbar) x4 ya abbas

 

2.     Sach ke liye wo jang lara tha

Aur shabbir ka saath diya tha

Beta na koi bhateeja bacha tha

Ibne ali ran me tanha tha

Jab aya maidaan me ghazi

Aur abbas ne taigh chalayi

Fowje sitam ye kehkar bhagi

Shere khuda hai shere haydar

 

(Allahu akbar) x4 ya abbas

(Allahu akbar) x4 ya abbas

 

1.     Hamalan nahara wa nadhara ilayhi

Wal maa -a yabkee bi kaffayhi

Laa aridu wa akhee dham -aanun

Hattal farasan tabaha ilayhi

Mala al qirbata wa huwadh dhaami

(Waladhba tamanna shafa tayhi) x2

Hay haata linafsi an tughtar

Abbasun fil harbi kabbar

 

(Allahu akbar) x4 ya abbas

(Allahu akbar) x4 ya abbas

 

2.     Maidan me abbas ye bola

Jan lo me haidar ka hun beta

Shah ki khatir kuch bhi karunga

Me shabbir par jaan de dunga

Chahay sholon ka ho dariya

Kis se dara hai beta ali ka

Ab hai mera dariya pe qabza

Shere khuda hai shere haydar

 

(Allahu akbar) x4 ya abbas

(Allahu akbar) x4 ya abbas

 

3.     Nakarul haqqa bi -ad haa ghadrin

Rashaqus sahma wa swabulayni

Wamoodun qad swaabar ra- sa

Fa hawa al ‘ardhi bila kaffayni

Wakhtaaral baari lahu aayah

(Qata’ur ra- sa minal wajadayni) x2

Saala dimaahu miskunambar

Abbasun fil harbi kabbar

 

(Allahu akbar) x4 ya abbas

(Allahu akbar) x4 ya abbas

 

4.     Teeron ki barish thi ghazi par

Teer laga ek aankh pa akar

Mashk chidi aur behgaya pani

Roye malaik arsh bareen par

Kat gaye dono bazuay ghazi

Keh ke giray ye khaak ke upar

Ya abaabdillah ay sarwar

Shere khuda hai shere haydar

 

(Allahu akbar) x4 ya abbas

(Allahu akbar) x4 ya abbas

 

5.     Tooshriqu faatimatun bi wa’eedin

Bi zunoodilabbasi qatee’a

Wa taghudh dhul absaara ilayhaa

Wa tunaadee bi asmaaish shee’a

Wa bi fadhlil laahee a’taahaa

(Manzilatun fil hashri rafee’a) x2

Tatlubu thaaraw wahiyal kawthar

Abbasun fil harbi kabbar

 

(Allahu akbar) x4 ya abbas

(Allahu akbar) x4 ya abbas

 

6.     Majidpayam hai ye ghazi ka

Tum bhi parho ay husein ye nawha

Sunlo yehi ay ahle madina

Mar gayi pyasi bali sakina

Zainab ko balway me phiraya

Shah ka sar tha barsare naiza

Zainab ke lab par tha ye nara

Shere khuda hai shere haydar

 

(Allahu akbar) x4 ya abbas

(Allahu akbar) x4 ya abbas