Dukhtare haider-e-karrar audio file
Dukhtare haider-e-karrar
(Dukhtare haidere karrar ko yaad aayaa watan) x3
Pohchi jo bhaai ke laashe pe to yaad aayaa kafan
(Dukhtare haidere karrar ko yaad aayaa watan) x2
Rondho na zaalimo iss tarah se bhaai kaa badan
(Dukhtare haidere karrar ko yaad aayaa watan) x2
Raah takti hay to dekho tairi bemaar bahan
(Dukhtare haidere karrar ko yaad aayaa watan) x2
Aayaa hay gathri mein qaasim tairaa pamaal badan
(Dukhtare haidere karrar ko yaad aayaa watan) x2
Goro se rodhaa gayaa iss tarah se ibne hassan
(Dukhtare haidere karrar ko yaad aayaa watan) x2
Kerbalaa mein ujraa jis tarah zahraa kaa chaman