Matam hai
(ya abbas) x8
(Maatam hay zamaane mein saqaaye haram teraa) x3 Maatam hay zamaane mein
(Tune bhi alam paayaa taire bhi kate baazu) x2
(Har haal mein baabaa se) x2 rutbaa nahi kam teraa
(Maatam hay zamaane mein saqaaye haram teraa) x2 Maatam hay zamaane mein
(Jab teer koi aayaa) x2 sar kham hogayaa teraa
(Maatam hay zamaane mein saqaaye haram teraa) x2 Maatam hay zamaane mein
(Khaime se suwe maqtal) x2 uthaa jo qadam teraa
(Maatam hay zamaane mein saqaaye haram teraa) x2 Maatam hay zamaane mein
(Har ahle wafaa bhar mein) x2 hay aaj bhi dam teraa
(Maatam hay zamaane mein saqaaye haram teraa) x2 Maatam hay zamaane mein
(Kham hone lagaa jisdam) x2 daryaa pe alam teraa
(Maatam hay zamaane mein saqaaye haram teraa) x2 Maatam hay zamaane mein
(Paani na piyaa niklaa) x2 go pyaas se dam teraa