Madad kijiye
Madad kijiye ya imame zamana
Hatadije ghaibat kaa pardaa khudaraa
Parda khudara
Madad kijiye ya imame zamana
Bari aafaten hein zamane pe maula
Pareshaan shia kahaan jaayen maula
Pukaraa tumhe jab huwaa dil jo muztar
Madad kijiye yaa imame zamana
Balaayen hein geri nahi koi saani
Andheraa hay har su udhaasi hay chaayi
Tumhaare qaram se ho dunyaa munawar
Madad kijiye yaa imame zamana
Bawar men hay kashti bachaane ko aawo
Ghame zindagi se churaane ko aawo
Mohammed ki jo ho saafine ke langar
Madad kijiye yaa imame zamana
Gunehgaar hein aur hum sharminda maula
Magar aap per hi hay humko barosaa
Karo rehbari ab baraaye muhammed
Madad kijiye yaa imame zamana
Hame kerbala mein ho jaanaa mayassar
Madad kijo maulaa ye dil ki hay hasrat
Zarihe muqaddas se hay aankhen laghaanaa
Madad kijiye yaa imame zamana