Ho Salam
(Haye Sajjad(A.S) Haye Haye
Sajjad(A.S) X2
(Ho Salam oss per kay jo qaidi bhi hai beemar
bhee) X2
Paou(n) mai hai(n) aablay aur
aabloo mai khaar bhee
(Ho Salam oss per kay jo qaidi bhi hai
beemar bhee) X2
1. Aankh mai aansoo aur lubb
pay buka hai, zakhmoo say lahoo hai jaari
Kerbobala kay aur
sham kay sadmay, hain qalb-e-hazee per bhaari
Zakhm hain koh-e-alam
aur qalb per talwar bhee
(Ho Salam oss per kay
jo qaidi
bhi hai beemar
bhee) X2
2. Shedat-e-ghum say zakhmi
hai kaleja, faryad zubaa per her dumm
Khoon jigar ka aankhoo
say girr kay, kerta hai zamee
per matam
Bariyaa pehnay howay
aur wadi-e-purkhaar bhee
(Ho Salam oss per kay
jo qaidi
bhi hai beemar
bhee) X2
(Kehta thaa kay touq-e-gara aaya meray hisay
may
Warna iss fouj
may khanjer bhi hai talwar bhi
hai)
3. Kehtay yehi hain ye shaam kay
qaidi, ye dard bataye kisko
Koi nahi hai
ab monis-o-yawar, rodaad sunaie kis
ko
Bai rida hain
bibiyan aur majma-e-aghyaar bhee
(Ho Salam oss per kay
jo qaidi
bhi hai beemar
bhee) X2
4. Dil pay qayamat
hai chadar ka ghum, aur oss
pay sitam ye rahey
Perda bana ker
apnay baloo say, kertay hain
haram faryadaye
Noha khwa hain
bibiyan aur qaflaa salar bhee
(Ho Salam oss per kay
jo qaidi
bhi hai beemar
bhee) X2
5. Aik naya ghum her gaam mila
hai, saadat buka kertay hain
Ajer-e-Risalat ye kaisa diya hai, ummat
say gila kertay hain
Ye nabi ki aal hai aur
itrat-e-athaar bhee
(Ho Salam oss per kay
jo qaidi
bhi hai beemar
bhee) X2
(Poocha ek shakhss nay shabeer tumhara hai koun,
Kaha baba bhi
hai, aaqa bhi hai, sardaar
bhi hai)
6. Tushnalabi nay wo haal kiya hai,
hountoo pay paray hain chaalay
Kaisa sitam hai
ye shaam kay logo, mehmaan bulanay walay
Hai aza(n) noha kunaa
bazaar bhi darbaar bhee
(Ho Salam oss per kay
jo qaidi
bhi hai beemar
bhee) X2
7. Kyou ye jafa hai aulad-e-nabi per, her gaam saza sehtay
hain
Zakhm jigar kay
daitay hain duhaie, qaidi jo foghaa kertay hain
Ashk-e-ghum hain noha
ger aur syed-e-abraar
bhee
(Ho Salam oss per kay
jo qaidi
bhi hai beemar
bhee) X2
8. Roonay laga hai iss ghum
say “ali” bhi, “mazher” ka qalam roota hai
Mehway buka hain
alfaaz bhi saray ,
ye zulm kahi hota hai
Ser kholay saidaniyaa
aur mader-e-ghum khwar bhee
(Ho Salam oss per kay
jo qaidi
bhi hai beemar
bhee) X2
(Ho Salam oss per kay jo qaidi bhi hai beemar
bhee) X2
Paou(n) mai hai(n) aablay aur
aabloo mai khaar bhee
(Ho Salam oss per kay jo qaidi bhi hai
beemar bhee) X2