Aun O Muhamad
Aun o Muhamad x3 Ay Aun o Muhamad
Aun o Muhamad x3 Ay Aun o Muhamad
Ay Aun
o Muhamad x6 Zainab ka tha noha, Ay Aun
o Muhamad x2
Ay Aun
o Muhamad x8 Zainab ka tha noha, Ay Aun
o Muhamad x2
1. Zainab ne kaha roke yeh
bacchon ke sirhane,
Maktal me tume jana hai maktal
ko sajane x2
Nazre na jukana, ay Aun o Muhamad x2
Ay Aun o Muhamad x4, Zainab ka tha noha, Ay Aun
o Muhamad x2
2. Jaffar ke hukoke to nawasse
ho Ali ke,
Saaye me rahe ho mere Abbas jari ke x2
Zalim ko batana,
ay Aun o Muhamad x2
Ay Aun o Muhamad x4, Zainab ka tha noha, Ay Aun
o Muhamad x2
3. Iss tarha se larna ke talatum ka samaa
ho,
Zainab ke liye dasht me tum shere-e-jawan ho x2
Na lowt
ke aana, Ay Aun o Muhamad x2
Ay Aun o Muhamad x4, Zainab ka tha noha, Ay Aun
o Muhamad x2
4. Jaati hai agar jaan to beshak chali jaaye,
Shabbir ke maqsad pe
magar aanch na aaye x2
Yeh bhul na
jana, ay Aun o Muhamad x2
Ay Aun o Muhamad x4, Zainab ka tha noha, Ay Aun
o Muhamad x2
5. Nazon se tumhe palaa muje
jaan se pyaaron,
Maamu pe fida hona
hai ay chand sitaaron x2
Khun apnaa bahana, ay Aun o Muhamad x2
Ay Aun o Muhamad x4, Zainab ka tha noha, Ay Aun
o Muhamad x2
6. Akbar ki qassam
koyi nahi hai meri hassrat,
Haan mujko rulati hai
mere bhayi ki ghurbat x2
Naani ko batana,
ay Aun o Muhamad x2
Ay Aun o Muhamad x4, Zainab ka tha noha, Ay Aun
o Muhamad x2
7. Yeh sooch ke layi
thi tumhe saat watan se,
Lipta huwa dekhungi badan
khaak kafan se x2
Wada ye nibhaana,
ay Aun o Muhamad x2
Ay Aun o Muhamad x4, Zainab ka tha noha, Ay Aun
o Muhamad x2
8. Yawar yehi bibi ka tha
noha sare maqtal,
Baachon nahi daarna ke
mera saat hai aanchaal x2
Be khof hi janaa, ay Aun o Muhamad x2
Ay Aun o Muhamad x4, Zainab ka tha noha, Ay Aun
o Muhamad x2