Baba mei sham chali audio file
Baba mei sham chali
Haye Shaam x4
Baba
me shaam chali x8
Hoke pabande rasan, har sitam sehti
huwi x2
Baba me shaam chali x4
1. Mera Akbar
na raha, mera Asghar na
raha,
(Mera
Abbas-e-jari, ho gaya mujse
khafaa) x2
Me chali ay baba, dasht se roti huwi.
Baba me shaam chali x4
2. Mene ghurbat dekhi, ye assiri ka sitam,
(Mar na de mujko,
mere baba yeh gham) x2
Luth gaya
ghar mera, luth gayi sari khushi.
Baba me shaam chali x4
3. Shaam jana hai hume,
hoke bazaaron se,
(Khof
ata hai muje,
baba darbaron se) x2
Hai nahi sath
mere, baba mera bahi.
Baba me shaam chali x4
4. Berida jawungi, kistarha ghayron me,
(Sharm
ayegi muje, baba agyaron me) x2
Dekh
na paega, noke neza se jaari.
Baba me shaam chali x4
5. Pucchti hai muj se, yeh
Sakina pyassi,
(Kyun shaki kehta hai,
hamko aama baghi) x2
Kya khata humse
huwi, hogaye hum qaidi.
Baba me shaam chali x4
6. Khune haider hoon me, meri madar Zahra,
(Baba nazon se
muje, apne tha pala) 2x
Hogayi khaak bassar,
aaj teri
beti.
Baba me shaam chali x4
7. Bhul na paoungi, baba hal min ki sada,
(Mene katt te
dekha, apne bhaii ka gala) x2
Dekh ke yeh
manzar, haan kaaza roti thi.
Baba me shaam chali x4
8. Parke Kazim noha, yeh dua bhi karna,
(Bibi yawar ko
tu, apna mehmaan bana) x2
Me bhi sunpaunga,
yeh sada ay bibi.
Baba me shaam chali x2