Chirgaya
Akbar ka sina legayi barchi jigar audio file
Chirgaya Akbar ka sina legayi barchi jigar
Hay Hay Ali Akbar x8
Chirgaya Akbar ka sina, legayi barchi jigar x2
Kistarha bete ki
mayaat x2 ko uthae ga pidar x2
Chirgaya Akbar ka sina legayi barchi jigar x2
Kistarha bete ki
mayaat x2 ko uthae ga pidar x2
1. Gulshan-e-ale
nabi pe, gham ke badaal
chagaye x2
Sochtethay ran me sarwar, aaj me jawun kidhar x2
Chirgaya Akbar ka sina, legayi
barchi jigar x2
Kistarha bete ki mayaat x2 ko uthae ga pidar x2
2. Khud jawaan bete ki mayaat, ko uthana hai inhe x2
Kya
ajab ghurbat hai ayi, Fatema
ke laal par x2
Chirgaya Akbar ka sina, legayi
barchi jigar x2
Kistarha bete ki mayaat x2 ko
uthae ga pidar x2
3. Kassim-e-ibne Hassan tha, nour ankhon ka magar x2
Hogaya pamaal
ran me, haye Shabbar ka pissar x2
Chirgaya Akbar ka sina legayi
barchi jigar x2
Kistarha bete ki mayaat x2 ko
uthae ga pidar x2
4. Na rahe Aun-o-Muhamaad, na rahi shehki qamar x2
Bawafa
bazu tha inka, sogaya wo nehr par x2
Chirgaya Akbar ka sina legayi
barchi jigar x2
Kistarha bete ki mayaat x2 ko
uthae ga pidar x2
5. Ek manzar yeh bhi
tha ibne ali ki zeest
me x2
Sina-e-Akbar
me barchi, aur kaleja khaak par x2
Chirgaya Akbar ka sina legayi
barchi jigar x2
Kistarha bete ki mayaat x2 ko
uthae ga pidar x2
6. Ab jawan bete ki mayaat, ko uthana hai tuje x2
Hogaya
mehshar bapa shabbir pe sunke khabar x2
Chirgaya Akbar ka sina legayi
barchi jigar x2
Kistarha bete ki mayaat x2 ko
uthae ga pidar x2
7. Barchi Akbar ko laghi shabbir ka sina jala x2
Rehnapaya
haye Akbar, ka kalejaa dekh kar x2
Chirgaya Akbar ka sina legayi barchi
jigar x2
Kistarha bete ki mayaat x2 ko
uthae ga pidar x2
8. Nawha tha Irfan o Kazim,
ran me yeh shabbir ka x2
Kistarha lasha
uthawunga tera mere pissar x2
Chirgaya Akbar ka sina legayi
barchi jigar x2
Kistarha bete ki mayaat x2 ko
uthae ga pidar x2