Pamaal hogaya Hassan ke laal ka lasha audio file
Pamaal hogaya
Hassan ke laal ka lasha
Hay Kassim, Hay Hay Kassim x4
Pamaal hogaya, Hassan ke laal ka lasha x 3
(Tukron me batgaya) x2 Hassan ke laal ka lasha
Pamaal hogaya, Hassan ke laal ka lasha x 2
Tukron me batgaya x2 Hassan ke laal ka lasha
1. Shabbir kamar thame, maqtal
me rorahethe,
Tapte huwe sehra
par, Kassim ko
dhund te thay,
Mazlum ne chuna Hassan, ke laal ka lasha
x2
Pamaal hogaya, Hassan ke laal ka lasha
x2
Tukron me batgaya x2 Hassan ke laal ka lasha
2. Arshon se teri mehndi, Kassim
thi saj ke
ayi,
Khud Fatema Zahraa,
mehndi ko
leke aayi,
Ran
me magar dikha, Hassan ke laal ka lasha x2
Pamaal hogaya, Hassan ke laal ka lasha
x 2
Tukron me batgaya x2 Hassan ke laal ka lasha
3. Shabbir-o-Zahra
donoo, Kassim ko dhundte thay,
Medan me ay maula,
jiss rukh bhi dekhtethe,
Har simt bass dikha,
Hassan ke laal ka lasha x2
Pamaal hogaya, Hassan ke laal ka lasha
x 2
Tukron me batgaya x2 Hassan ke laal ka lasha
4. Chune te thay ran me maulaa, farwa ke
dil ke tukre,
Ghurbat ka kessa alaam, Shaabir par tha haye,
Ghatri me uthaya, Hassan ke laal ka lasha
x2
Pamaal hogaya, Hassan ke laal ka lasha
x 2
Tukron me batgaya x2 Hassan ke laal ka lasha
5. Khaymon me hogayatha, kohraam ek barpa,
Saab pucchtethe rokar, ghatri me kya hai
Maula,
Shabbir ne kaha, Hassan ke laal ka lasha
x2
Pamaal hogaya, Hassan ke laal ka lasha
x 2
Tukron me batgaya x2 Hassan ke laal ka lasha
6. Irfan kya likhunga, maidan ka wo manzar,
Kazim
yeh kehrahethe, Shabbir haye rokar,
Kesse
uthawu Allah, Hassan ke laal ka lasha x2
Pamaal hogaya Hassan ke laal ka lasha
x 2
Tukron me batgaya x2 Hassan ke laal ka lasha