Sakina ke naaley
Hay Hay Sakina x8
Sakina ke naley x4
Yeh
naley hain patthar, ko tarpana
waley
Sakina
ke naley x4
Yeh
naley hain patthar, ko tarpana
waley
Sakina
ke naley x4
1.
Na pani mayassar, na baba
ka sina,
(Batade koyi ab, kare kiya Sakina) x2
Gale
me rasan hai, to paairo me chale
Sakina
ke naley, Sakina ke naley
x2
Yeh
naley hain patthar ko tarpana
waley
Sakina
ke naley, Sakina ke naley
x2
2.
Na
baba na amu, na Kassim na Akbar,
(Nahi koyi aysa,
jo jaldi se uth kar) x2
Usse ake godi,
me apni uthale
Sakina
ke naley, Sakina ke naley
x2
Yeh
naley hain patthar ko tarpana
waley
Sakina
ke naley, Sakina ke naley
x2
3.
Mohamed ki umaat, ki dekho
Nawazish,
(Jafaon ke tufan, tamachon
ki barish) x2
Nahi koyi aisa,
jo akar bachale
Sakina
ke naley, Sakina ke naley
x2
Yeh
naley hain patthar ko tarpana
waley
Sakina
ke naley, Sakina ke naley
x2
4.
Na saya
saron par, na chadar hai koyi,
(Nahi koyi Munis, na Yawar hai koyi) x2
Nabi
Zadiyan hai, Khuda ke hawale
Sakina ke naley, Sakina ke naley x2
Yeh
naley hain patthar ko tarpana
waley
Sakina
ke naley, Sakina ke naley
x2
5.
Khuda jane kab yeh,
chathe ga andhera,
(Khuda jane kab qaid me ho savera) x2
Na jane muqqadar, me kab hon ujaley
Sakina
ke naley, Sakina ke naley
x2
Yeh
naley hain patthar ko tarpana
waley
Sakina
ke naley, Sakina ke naley
x2
6.
Tumhare bina jo,
guzare hay mene,
(Juda hoke
tumse, jo katten hain mene)
x2
Wo din to hai baba,
shabon se bhi kaale
Sakina
ke naley, Sakina ke naley
x2
Yeh
naley hain patthar ko tarpana
waley
Sakina
ke naley, Sakina ke naley
x2
7.
Faseel
aur Kazim, ki hai yeh tamana,
(Bulalo hame apne,
darpar Sakina) x2
Hamari tamana tumhare
hawale
Sakina
ke naley, Sakina ke naley
x2
Yeh
naley hain patthar ko tarpana
waley
Sakina
ke naley, Sakina ke naley
x2