Zainab ne
pukara mere abbas alamdar audio file
Zainab ne pukara
mere abbas alamdar
Ya Abbas, Hay Abbas x4
Zainab ne pukara mere Abbas alamdar x2
Jaoo na khudara mere Abbas alamdar x2
Zainab ne pukara mere Abbas alamdar x2
Jaoo na khudara mere Abbas alamdar x2
1. Faryaad tere baad meri kon sunega x2
Saaye
ki tarhan saat mere kon rahega x2
Iss
dard ne mara mere Abbas alamdar x2
Zainab ne pukara mere Abbas
alamdar x2
Jaoo na khudara mere Abbas
alamdar x2
2. Haan dekhna hai mujkho abhi shaam ka bazar x2
Hoga na tere baad
mera koyi madadgar x2
Haai kon
sahara mere Abbas alamdar x2
Zainab ne pukara mere Abbas
alamdar x2
Jaoo na khudara mere Abbas
alamdar x2
3. Chinjayenge gohar bhi Sakina
ke tere baad
x2
Chadar meri chinjayegi
Abbas tere baad x2
Kya yeh hai
gawaara mere Abbas alamdar x2
Zainab ne pukara mere Abbas alamdar x2
Jaoo na
khudara mere Abbas alamdar x2
4. Islam ki khatir
to mere pass kucch na tha x2
Haan Aun-o-Muhamad
thay mere pass ba khuda x2
Shabbir pe wara
mere Abbas alamdar x2
Zainab ne pukara mere Abbas alamdar x2
Jaoo na
khudara mere Abbas alamdar x2
5. Akbar, Aliasghar mera Kassim nahi raha x2
Kyun chorke jateho
hame haye akela x2
Kya hoga hamara
mere Abbas alamdar x2
Zainab ne pukara mere Abbas alamdar x2
Jaoo na
khudara mere Abbas alamdar x2
6. Irfan yeh bibi ka tha
nawha sare maqtal x2
Haan mujko rulaega
tere baad yeh jangal x2
Rukhjawo
khudara mere Abbas alamdar x2
Zainab ne pukara mere Abbas
alamdar x2
Jaoo na khudara mere Abbas
alamdar x2