Ali Maula
(Ali) x14
(Maula Ali pe kaisa musibat ka waqt hai) x2 (Ali) x8
Ab tum bhi jaa rahe ho Qayamat ka waqt hai.
(Maula Ali pe kaisa musibat ka waqt hai) x2 (Ali) x8
Hai eid anqareeb musarrat ka waqt hai.
(Maula Ali pe kaisa musibat ka waqt hai) x2 (Ali) x8
Zaalim na zulm kar yeh ibaadat ka waqt hai.
(Maula Ali pe kaisa musibat ka waqt hai) x2 (Ali) x8
Guldasta-e azaan pe hairat ka waqt hai.
(Maula Ali pe kaisa musibat ka waqt hai) x2 (Ali) x8
Hay zakhm laa ilaaj azeeyat ka waqt hai.
(Maula Ali pe kaisa musibat ka waqt hai) x2 (Ali) x8
Hasnain kareeb aao wasiyat ka waqt hai.
(Maula Ali pe kaisa musibat ka waqt hai) x2 (Ali) x8
Ae momino Ali ki shahadat ka waqt hai.
(Maula Ali pe kaisa musibat ka waqt hai) x2 (Ali) x8
"Faizan" sabke waste ibrat ka waqt hai.
(Maula Ali pe kaisa musibat ka waqt hai) x2 (Ali) x8
(Maula Ali pe kaisa musibat ka waqt hai) x2 (Ali) x14