Aabad huwi karbobala audio file
Aabad huwi karbobala
Aabad hui Kerbobala, ujra Madina, barbaad hu mei
Yu hazrate Zainabe kahaa pit ke sinaa, barbaad hui mei.
Sar nange firaata hai mujhe aaj kamina, barbaad hui mei.
Be ghusl paraa mohre nabuwwat ka nagina, barbaad hui mei.
Abbas nahi jite shaahe Madina, barbaad hui mei.
Nezeke tale beithke roti hai Sakina, barbaad hui hai
Ye chaandsa chehra nahi dekhegi Sakina, barbaad hui mei
Yeh kaisa paraa mujhpe Muharram ka mahina, barbaad hui mei.
Aabad hui Kerbobala, ujra Madina, barbaad hu mei