Karbal ki kahani
Kerbalki kahaani jab, koi bhi Sunayi ga
Dil walo ke ankhose. Ek darya bahaayega.
Sughra ko khabar kya thi, na lot ke aayega.
Kya kumba shahe deen ka, paani nahi payega.
Kis tarha chacha teri, mayyat ko uthayenga.
Saydaniyo ka parda, ab kon bachayega
Farzande nabi teri, laashe ko uthayenga.
Dunya ko khabar kya thi, ek teer sulaayenga.
Kis zaanu par sar apna, Shabbir kataayenga
Shabbir tera laasha, ab kon uthayenga
Kerbalki kahaani jab, koi bhi Sunayi ga
Dil walo ke ankhose. Ek darya bahaayega.