Abbas qalt hogaye
Abbas Qatl Hogaye, Mehshar huwa bapaa
Bekas Imaam hogaye, Bhayi huwa juda
Dhore Imaam kehte huwe bhaayi kya huwa.
Shaane kalam sher hai zakhmi para huwa.
Abbas bole teer hai, mawla lagaa huwa.
Afsos hay ke waada, na mujhse wafaa huwa.
Chillaaye bibiya ke Alamdaar kya huwa
Dekha Imaam ne ke, manka jalaa huwa.
Abbas Qatl Hogaye, Mehshar huwa bapaa
Bekas Imaam hogaye, Bhayi huwa juda