Aai ghairat-e-Maryam audio file
Aai ghairat-e-Maryam
(Aai Ghairate Maryam Tera Baazar main jaana) x2
Jao are logo mere bhai ko bulana
Aai Ghairate Maryam Tera Baazar main jaana
Thero ai musalmano wohi ghar na jalana
Aai Ghairate Maryam Tera Baazar main jaana
Baazar me sar nange tera khutba sunana
Aai Ghairate Maryam Tera Baazar main jaana
Toone hi sikhaya isse sine pe sulana
Aai Ghairate Maryam Tera Baazar main jaana
Kismat me teri likha hai ye daag uthana…
Aai Ghairate Maryam Tera Baazar main jaana
Sar nange tera shaam ke darbar me jaana
(Aai Ghairate Maryam Tera Baazar main jaana) x3