Mawla ali ka naam
Mawla Ali ka naam liye jaa rahe hai ham,
Mawla Ali ka naam liye jaa rahe hai ham
Bhar bharke unko jaam diye jaa rahe hai ham,
Mawla Ali ka naam liye jaa rahe hai ham
Naade Ali ka wird kiye jaa rahe hai ham,
Mawla Ali ka naam liye jaa rahe hai ham
Zarrako Aaftab kiye jaa rahe hai ham,
Mawla Ali ka naam liye jaa rahe hai ham
Ukba ka intezam kiye jaa rahe hai ham,
Mawla Ali ka naam liye jaa rahe hai ham
Tum sabko ye payaam diye jaa rahe hai ham
Mawla Ali ka naam liye jaa rahe hai ham