Mei nahi(n) maanta
Jisko shehki gulami muyassar na ho ayse sardar ko, Main nahin manta main nahin maanta.
Jisko ghasib ko munsek ohdaa mile, aysi sarkar ko, Main nahin maanta main nahin maanta.
Uski har ek khata manta huu magar, uska saakar ko, Main nahin maanta main nahin maanta..
Ayse Ghaddar ko, Ayse Makkar ko, Ayse ayyar ko, Main nahin maanta main nahin maanta..
Jo ke baade nabi aal se phirgaye, ayse do char ko, Main nahin maanta main nahin maanta..
Jisko binte mohammed ne radh kardiya ayse darbar ko, Main nahin maanta main nahin maanta..
Jo masaib parhe muskurate huwe, us azadar ko, Main nahin maanta main nahin maanta..
Jisko shehki gulami muyassar na ho ayse sardar ko, Main nahin manta main nahin maanta.