Musalmaano na tum audio file
Musalmaano na tum
(Musalmaano na tum abtak Ali ka martaba jaane) x2
Tumhari aql per parde pare hain kyun Khuda jaane
- (Mere a’amal naame ki tujhe kyun fikr hai waaez) x2 Mere a’amal jaane aur mera mushkil kushaa jaane
- (Qadam naade Ali parhkar barhaaye jaa rahaa hun mei) x2 Nishaan manzil ke jaane aur Zahra ki dua jaane
- (Ye kehkar me sukunki neend sojaaunga turbat par) x2 Nishaan matam ke jaane aur khaake kerbala jaane
- (Marize laa dawaa aaja alam ke saaye me aajaa) x2 Maraz jaane shifa jaane pharehreki hawaa jaane