Yaad ayi na tumhe audio file
Yaad ayi na tumhe
Yaad aayi na tumhe, Fatema Sughra baaba,
Kerbala jaake hame bhool gaye kya baaba.
- (Hay kis kiska gila, kiski shikayat likhu)X2, ek naama to kisine bhi na likha baaba.
- (Yeh muqaddar mera tanha mei yaha roti hu)X2, apne bhayya ka bhi dekha nahi sehra baba.
- (Abto Asghar bhi mera ghutniyo chalta hoga)X2, mere bhayi ko mere naam bataana baaba.
- (So rahe ho Ali Asghar jo agar juleme)X2, hay ye hasrat meri jule ko julana baaba.
- (Mei taraptehi taraptehi guzar jaaungi)X2, ab jo aana to meri qabr me aana baaba.
Yaad aayi na tumhe, Fatema Sughra baaba,
Kerbala jaake hame bhool gaye kya baaba.