Ujar Gayaa Audio File

Ujar Gayaa

 

Ujar gayaa  Ujar gayaa Hassan ka Gulistaan ujar gayaa (x2

 

Haye!

Ujar gayaa  Ujar gayaa Hassan ka Gulistaan ujar gayaa (x2

 

Mara gayaa  jawan hai haye  Hassan  ka  who arman hai

Bikhre hain jiske tokre tar khoon se sara maidaan hai

 

Haye!

Ujar gayaa  Ujar gayaa Hassan ka Gulistaan ujar gayaa(x2

 

1)Who shakley Hassan nazok who baden (kaisey karbal main takseem whoa)x2

Who rage hina ahyi banke kazaa (na saira jisko naseeb whoa)x2

Jispe  falak hairaan  haye kaisa uta tufaan hai

Bikhre hain jiske tokre tar khoon se sara maidaan hai

Haye!

 

2) Who kaisa sabre bar ayhee nazer (kasay tokro ikjaa who karaey )x2

Mera chan Qasim kiu degia ghum ( maa khamo se yai sadaa karey)x2

Nikley kaise jaan hai haye kaisa whoa nuksaan hai

Bikhre hain jiske tokre tar khoon se sara maidaan hai

Haye!

 

3)Baraat sajey dhola banaa (na Qasim lout ke aiyaa)x2

Band ker daley saria raste (mout ney aakey kia saiyaa)x2

Ankh sabhi parshan hai  haye kaisa ghum ka jawaan hai

Bikhre hain jiske tokre tar khoon se sara maidaan hai

Haye!

 

(4 Ahee khaimu main mayat kaise (jisko na kohee paichaan saka)x2

Na haat kaihi na chera kaihi (Qasim youn tokre tokre whoa)x2

Ahkhu ka fughan hai  haye madder be beyjaan hai

Bikhre hain jiske tokre tar khoon se sara maidaan hai

Haye!

 

(5 Duhan ujri dula ujra (yai kaisi  duck ki ghari hai)x2

Na hosho khaber baytaab nazer (ashko ki aik lari hai)x2

Deen pe yai asaan hai haye kaisa Hassan ka daan hai

Bikhre hain jiske tokre tar khoon se sara maidaan hai

Haye!

 

6) Lickta jahow nouhay tere  (moula Hassan ke pyare)x2

Qaiserki awaz main ‘Nasir’ (sunte jaye sarai )x2

Bashash ka saman hai haye haq ki yai peachan hai

Haye!

 

Mara gayaa  jawan hai haye  Hassan  ka  who arman hai

Bikhre hain jiske tokre tar khoon se sara maidaan hai

 

Haye!