Azad hoke Zainab
Azad hoo kay jab challi
eee qaid say bintey ali
Chore kar zindan ko nana kay ghar janey laggi
Dill tham kar royi
bara yee
baat jo sheh
nay kahi
(Azad hoo kay zainab
pehla ye kaam karna) x2
1. Jaa kar
mery nana ko mera salam karna
(Azad hoo kay zainab
pehla ye kaam karna) x2
2.
Kehna kay mery nana wadda
waffa kiya hai
Manga jo
tere deen nay hans hans kay
woo diya hai
(Qissa ali Akbar ka) x2 jaa kar tamaam karna
(Azad hoo kay zainab
pehla ye kaam karna) x2
3.
Bahi mera amma kay
pehlu main soo raha hai
Roo rook ay mery gham main betab hoo raha hai
(Qasim ka jaa key pursa) x2 bhaayi ke naam karna
(Azad hoo kay zainab
pehla ye kaam karma) x2
4.
Nana
key baad Zainab amma kay pass janna
Daghy rassan ko Zainab amma sey tum chupana
(Ansoon chupha kay Zainab) x2 maan sey kalam karna
(Azad hoo kay zainab
pehla ye kaam karma) x2
5.
Ik hookh sii uthi
hai Zainab mery siney main
Lagta hai mery Sughra rooti
hai madeney main
(Ruk jayei(n) uss kay
ansoon) x2 kuch intezam karna
(Azad hoo kay zainab
pehla ye kaam karma) x2
6.
Zainab mery bachi ko
ab roney nahi dena
Tanha usey kamrey main ab soney nahi dena
(Sughra key sath behna) x2 ziada qiam karna
(Azad hoo kay zainab
pehla ye kaam karma) x2
7.
Haan onu mohammad ka akbar ka gham manana
Abbasey jarring ka aur Asghar ka gham manana
(Farsh-e-aza bicha kar) x2 matam ko amm karna
(Azad hoo kay zainab
pehla ye kaam karma) x2
8.
Rab tall nahi sakta hanh
baat koi teri
“Ramzan” aur “Raza”
ki maoon ko behan
meri
(Mehshar main apna kehkar) x2 jannat inam karna
(Azad hoo kay zainab
pehla ye kaam karma) x2